Android Lollipop 5.1.1 Ko Marshmallow Me Update Kaise Kare

Android Lollipop 5.1.1 Ko Marshmallow Me Update Kaise Kare


Android Lollipop 5.1.1 Ko Marshmallow 6.0.1 Update Kare

Android Lollipop 5.1.1 Ko Marshmallow Me Update Kaise Kare, Android SO Ek Mobile Ke Liye Badiya Operating System Hai, Internet-Related Sab Se Best Koi System Hai To Woh Android Hai, Google Play Store Me Android Related But Sari Application Hai Jo Regular Update Hote Rehte Hai, Har Android Mobile Ki App Google Play Store Se app Use Kar Sakte Hai,


Mobile Me Android App install Karne Ke Liye SO Bhi Naya Hona Chahiye, Is Liye Aap Ko Apne Mobile Ko Regular Update Karte Rehna Chahiye


Android SO Update Karne Ke Liye Kya Kya Jaruri Hai ?

1.Aap Ka Mobile Company Ka Hona Chahiye.

2.Mobile Me Wifi Ya 3G Internet Hona Jaruri Hai, Kyu Ki Update Package 400-1024 Tak Hota Hai.

3.Mobile Phone Ka Internal Storage 1 GB Se Jyada Hona ChahiyeAndroid OS Update Unhi Mobile Phone Me Hota Hai Jis Par Company Ne Update Provide Ki Hai.

4.Mobile Phone Update Karte Samay Battery 30% Se Jyada Honi Chahiye

Mobile Phone Me Android Version Update Kaise Kare

Step 1 :-  Mobile Phone Ke Setting Par Jakar About Par Click Karke Open Kare

www.kheraxay.blogspot.com

Step 2 :-  Software Update Par Click KareUske Baad Cheak For Update Par Click KareUske Baad AAP Pata Chal Jayenga Ki Mobile Update Ho Sakta Hai ya Nahi, Update Karne Ke Liye Download And Install Par Click Kare, Jab Mobile Phone Me Software Update Ho Jayenge Ko Automatic Mobile Restore Ho Jayenge Aur SO Version Bhi Update Ho Jayenga.

KEEP VISITING OUR BLOG THANK YOU


SHARE THIS

Author: